Monday, July 30, 2012

karar


Baas yehi baat ka sadma hai hume..
Wo jo apna hai lagta gair sa hai humen..
Jiye ja rahae hai hum yun kisi ke bagair..
Ki andaz mauth ka naya aa gaya hai hume..
Ek yeh baat hi wo na kare hai yaadh hume..
Dushri baat yeh ki wo hi yaadh aata hai hume..
Meri bekarari se wo jo khus raheti hai..
Phir ish baat se karar sa aaya hai hume.


No comments:

Post a Comment